Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeDil Bhi Tera Hum Bhi Tere (1960)
HomeDil Bhi Tera Hum Bhi Tere (1960)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


kya bura kiya hai huzur maine kya bura kiya hai huzur maine haan thodi si pee hai zurur maine kya bura kiya hai huzur maine haan thodi si pee hai zurur maine kya bura kiya hai huzur maine samjhti hai duniyaa sharaabi mujhe samjhti hai duniyaa sharaabi mujhe ye kehti hai khaana kharaabi mujhe naa jaane kiya kya kusur maine kya bura kiya hai huzur maine haan thodi si pee hai zurur maine kya bura kiya hai huzur maine ye thodi si peena bala ho gaya ye thodi si peena bala ho gaya zamaana bhi mujhse khafaa ho gaya ye pehla kiya hai kusur maine kya bura kiya hai huzur maine haan thodi si pee hai zurur maine kya bura kiya hai huzur maine
mujhko is raat ki tanhaayi mein aawaaz na do aawaaz na do aawaaz na do jis ki aawaaz rula de mujhe woh saaz na do woh saaz na do aawaaz na do roshni ho na saki dil bhi jalaya maine tum ko bhoola bhi nahin laakh bhulaya maine main pareshan hoon mujhe aur pareshan na karo aawaaz na do iss kadar jaldi kiya mujh se kanara tumne koi bhatkega akela ye na socha tumne chhup gaye ho to mujhe yaad bhi aaya na karo aawaaz na do mujhko is raat ki tanhaayi mein aawaaz na do aawaaz na do aawaaz na do jis ki aawaaz rula de mujhe woh saaz na do woh saaz na do aawaaz na do
mujhko is raat ki tanhaai mein aawaaz na do aawaaz na do aawaaz na do jiski aawaaz rulaa de mujhe wo saaz na do wo saaz na do aawaaz na do maine ab tumse na milne ki kasam khaayi hai kya khabar tumko meri jaan pe ban aayi hai main bahak jaaun kasam khaake tum aisaa na karo aawaaz na do mujhko is raat ki tanhaai mein aawaaz na do aawaaz na do aawaaz na do dil mera doob gaya aas meri toot gayi mere haathon hi se patvaar meri chhoot gayi ab main tufaan mein hoon saahil se ishaara na karo aawaaz na do mujhko is raat ki tanhaai mein aawaaz na do aawaaz na do aawaaz na do jiski aawaaz rulaa de mujhe wo saaz na do wo saaz na do aawaaz na do
ye vaada karen jahaan bhi rahen ye vaada karen jahaan bhi rahen tum humaare raho hum tumhaare rahen ye vaada karen jahaan bhi rahen tum humaare raho hum tumhaare rahen ye vaada karen jahaan bhi rahen kitna hasin ye sapna hai mera main bhi hoon teri dil bhi hai tera kitna hasin ye sapna hai mera main bhi hoon teri dil bhi hai tera dil ko mila hai dil ka sahaara saath na toote ab ye humaara muskuraa ke qadam hum mila ke chalen ye vaada karen jahaan bhi rahen tum humaare raho hum tumhaare rahen ye vaada karen jahaan bhi rahen gul hain hazaaron is gulsitaan mein tujhsa na koi saare jahaan mein gul hain hazaaron is gulsitaan mein tujhsa na koi saare jahaan mein tumse mohobbat meri hui hai tum jo mile ho duniya mili hai har zamaane ki nazren bacha ke chalen ye vaada karen jahaan bhi rahen tum humaare raho hum tumhaare rahen ye vaada karen jahaan bhi rahen aaaa aaaa aaaa aaaaaaa
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Kya Bura Kiya Hai Dil Bhi Tera Hum Bhi Tere (1960) 03:31 13091
 
Poster of Dil Bhi Tera Hum Bhi Tere (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
K L Pardeshi
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Balraj Sahni
Duration : 03:31   Song Number : 13091   

Mujhko Is Raat Ki Dil Bhi Tera Hum Bhi Tere (1960) 03:27 20989
 
Poster of Dil Bhi Tera Hum Bhi Tere (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Shameem Jaipuri
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Dharmendra
Raag- 
Bhairavi
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 03:27   Song Number : 20989   

Mujhko Is Raat Ki (Female) Dil Bhi Tera Hum Bhi Tere (1960) 04:00 32580
 
Poster of Dil Bhi Tera Hum Bhi Tere (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Shameem Jaipuri
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Kumkum
Duration : 04:00   Song Number : 32580   

Ye Waada Karen Jahaan Bhi Rahen Dil Bhi Tera Hum Bhi Tere (1960) 03:32 40763
 
Poster of Dil Bhi Tera Hum Bhi Tere (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
K L Pardeshi
Music Director- 
Kalyanji Anandji
On Screen Actors- 
Kumkum, Dharmendra
Duration : 03:32   Song Number : 40763